Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj Kumar
HomeRaj Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa raani apne prabhu se poochhe kiss vidhi paaun tohe prabhu kahe tu mann ko paa le paa jaayega mohe tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye
aaaa aaaaa aaja aaja aaja aaaaa aaaa aaja aaja aaja tujhko pukare mera pyaar hooo tujhko pukare mera pyaar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar aakhri pal hai aakhri aahen tujhe dhoondh rahi hain doobti saansen bujhti nigahen tujhe dhoondh rahi hain saamne aaja ek baar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar dono jahan ki bhent chadha di maine chaah mein teri apne badan ki khaak mila di maine raah mein teri ab to chali aa iss paar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar itne yugon tak itne dukhon ko koi seh na sakega teri kasam mujhe tu hai kisi ki koi keh na sakega mujhse hai tera iqraar hoye aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar teri nazar ki oss pade to bujhe pyaas milan ki tere badan ki oat mite to rahe laaj lagan ki mil jaaye chain qaraar aaja main to mita hoon teri chaah mein tujhko pukare mera pyaar hoye tujhko pukare mera pyaar tujhko pukare mera pyaar
himaalaa ki bulandi seeeeeeee suno aawaaaz hai aayiiiiii kaho maaon seee de bete kaho behno se de bhaai watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga rahegi jab talak duniyaa ye afsaana bayaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga himaala keh rahaa hai iss watan ke naujawaano se khada hoon santari ban ke main sarhad pe zamaanon se bhala iss waqt dekhoon kaun mera paasbaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga chaman waalon ki gairat ko hai saiyaadon ne lalkaara utho har phool se keh do ke ban jaaye wo angaara nahin to doston ruswaa humaraa gulsitaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga rahegi jab talak duniyaa ye afsaana bayaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga humaare ek padosi ne humaare ghar ko loota hai humaare ek padosi ne humaare ghar ko loota hai bharam ek dost ki bas dosti kaa aise toota hai ke ab har dost pe duniyaan ko dushman kaa gumaan hoga watan pe jo fida
hmm wo aurat hai ye hai sharaab in dono mein kahiye janaab kaun achha hai kaun jhootha hai kaun sachcha hai kaun achha hai wo aurat hai ye hai sharaab in dono mein kahiye janaab kaun achha hai kaun jhootha hai kaun sachcha hai kaun achha hai wo aag lagaane wale ye pyaas bujhaane wale wo ek nazar ka dhokha ye hai nashe ka jhaunka wo ek nazar ka dhokha ye hai nashe ka jhaunka hoo ho ho wo patthar hai ye hai gulaab in dono mein kahiye janaab kaun achha hai kaun jhootha hai kaun sachcha hai kaun achha hai usne kiya deewana isne kiya mastaana ilzaam hai ye bhi wo bhi badnaam hai ye bhi wo bhi ilzaam hai ye bhi wo bhi badnaam hai ye bhi wo bhi ho ho o ho waise to hai dono kharaab in dono mein kahiye janaab kaun achha hai kaun jhootha hai kaun sachcha hai kaun achha hai wo aurat hai ye hai sharaab in dono mein kahiye janaab kaun achha hai kaun jhootha hai kaun sachcha hai kaun achha hai
yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana
ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door
yeh zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha yeh zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha iss raat ki taqdeer sanwar jaaye to achha jis tarha se thodi si tere saath kati hai haai jis tarha se thodi si tere saath kati hai baaki bhi ussi tarha guzar jaaye to achha baaki bhi ussi tarha guzar jaaye to achha duniyaa ki nigahon mein bhala kya hai bura kya duniyaa ki nigahon mein bhala kya hai bura kya yeh bojh agar dil se utar jaaye to achha yeh bojh agar dil se utar jaaye to achha waise to tumhin ne mujhe barbaad kiya hai waise to tumhin ne mujhe barbaad kiya hai ilzaam kisi aur ke sar jaaye to achha yeh zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha bikhar jaaye to achha bikhar jaaye to achha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tora Mann Darpan Kaajal (1965) 03:36 21320
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21320   

Tora Mann Darpan (Version 2) Kaajal (1965) 06:27 213201
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 213201   

Tujhko Pukare Mera Pyaar Neel Kamal (1968) 05:33 13864
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13864   

Watan Pe Jo Fida Hoga Phool Bane Angaare (1963) 06:34 15189
 
Poster of Phool Bane Angaare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Gujri-Todi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:34   Song Number : 15189   

Wo Aurat Hai Darling Darling (1977) 04:29 18456
 
Poster of Darling Darling (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman, Dheeraj Kumar
Duration : 04:29   Song Number : 18456   

Yahaan Bandhu Aate Ko Hai Jaana 36 Ghante (1974) 03:49 39220
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 03:49   Song Number : 39220   

Ye Duniyaa Ye Mehfil Heer Raanjha (1970) 07:09 21438
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 07:09   Song Number : 21438   

Yeh Zulf Agar Khul Ke Kaajal (1965) 03:52 13494
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 03:52   Song Number : 13494   
Karaoke Songs of Raj Kumar, Sad Songs of Raj Kumar, Love Songs of Raj Kumar, Dance Songs of Raj Kumar, Hip-hop songs of Raj Kumar, Best songs of Raj Kumar, Super hit songs of Raj Kumar, hit songs of Raj Kumar, duet songs of Raj Kumar, solo songs of Raj Kumar, old songs of Raj Kumar, famous songs of Raj Kumar, Hindi Karaoke Songs of Raj Kumar, Hindi Sad Songs of Raj Kumar, Hindi Love Songs of Raj Kumar, Hindi Dance Songs of Raj Kumar, Hindi Hip-hop songs of Raj Kumar, best Hindi songs of Raj Kumar, super hit Hindi songs of Raj Kumar, hit Hindi songs of Raj Kumar, duet Hindi songs of Raj Kumar, solo Hindi songs of Raj Kumar, old Hindi songs of Raj Kumar, famous Hindi songs of Raj Kumar, Sing Along Songs of Raj Kumar, Sing Along Sad Songs of Raj Kumar, Sing Along Love Songs of Raj Kumar, Sing Along Dance Songs of Raj Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Raj Kumar, Sing Along Best songs of Raj Kumar, Sing Along Super hit songs of Raj Kumar, Sing Along hit songs of Raj Kumar, Sing Along duet songs of Raj Kumar, Sing Along solo songs of Raj Kumar, Sing Along old songs of Raj Kumar, Sing Along famous songs of Raj Kumar